Aise Hijr Ke Mansam

Artist: Jagjit Singh
Album: Hope

aise hijr ke mausam pagpag aate hain
tere alaavaa yaad ham sab aate hain

jaagatii aaNkhon se bhii dekho duniyaa ko
aadam kaa kyaa vo sar shas aate hain

ab vo safar kii taab nahiin baakii varanaa
ham to jalve dasht se jan tak aate hain

kaaGaz kii kashtii men dariyaa paar kiyaa
dekho ham ko kyaa kyaa karatab aate hain