Aaj Phir Unka Samana
Artist: Jagjit Singh
Album: Love is Blind
Aaj phir unka saamna hoga
Aaj phir unka saamna
hoga
Kya patha uske baadh kyaa hogaa (aaj)
Aasmaa ro raha hai dho dhin se (3)
Aap ne kuch
kahaa sunaa hoga(2)
Aaj phir unka saamna hoga
Dho khadham par sahi theraa poocha(3)
Ye bi
sabhiyom ka phasla hoga (2)
Aaj phir unka saamna
hoga
Ghar jalaatha hai roshni keliye (3)
Koi
mujsa dhi dhil jalaa hogaa
Aaj phir unka saamna
hoga
Kya patha uske baadh kyaa hogaa
Aaj phir
unka saamna hoga