Be-Sabab Baat
Artist: Jagjit Singh
Album: Face to Face
Besabab baath badaane ki zharoorath kya hai (2)
Hum khafa kab tthe manane kee zaroorath kya hai (besabab)
Aapke dham se tho dhuniyaa ka bharam fai kaayam (2)
Aap jab hai tho zamaane kee zaroorath kya hai (besabab)
Thera kucha thera dhar theree gali kaafi hai (2)
Betikaanom ko tikaane ki zaroorath kya hai(2)(besabab)
Dhil se milne ki thamanna hi nahi jab dhil mein(2)
Haath se haath milaane kee zaroorath kyaa hai (besabab)
Rang aankom ke liye boo hai dhamaango ke liye (2)
Phool ko haath lagaane ki zaroorath kyaa hai (2) (besabab)