Katon Se Daman Uljhana
Artist: Jagjit Singh
Album: Aaeena
Kaantom se dhaaman uljhaana meri aadhath hai (2)
Dhil mein paraya dhardh (2) basaana mere aadhath hai (kaantom)
Mera gala ghar kat jaye tho thujh par kya ilzaam (2)
Har khathil ko gale lagaana (2) meri aadhath hai (kaantom)
Jin ko dhuniya ne tukraya jin se hai sab dhoor (2)
Aise logom ko apnaana meri aadhath hai
Sub ki bathem sun letha hoom mein chup chaap magar (2)
Apne dhil ki karthe jana (2) mere aadhatha hai
Dhil mein paraya dhardh (2) basaana mere aadhath hai (kaantom)