Jeene Ke Hain Chaar Din

Movie Name: Mujhse Shaadi Karoge (2004)
Singer: Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Music Director: Sajid-Wajid
Year: 2004
Producer: Sajid Nadiadwala
Director: David Dhawan
Actors: Akshay Kumar, Priyanka Chopra, Salman Khan

Sonu Nigam:
(Jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
Hey jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
Jaaye jaaye, jaaye jaaye
Ek baar jo jaaye, jawaani phir na aaye
Hey hey, jawaani phir na aaye) - 2
Mere baare mein kya hai sochti
Dushman na samajh, kar le dosti

Sunidhi:
Chal baaju hat, jaane bhi de
Aise na tu mujhko sata

Sonu Nigam:
Jaana itna tevar hai bura
Jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
Hey jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
Jaaye jaaye, jaaye jaaye
Ek baar jo jaaye, jawaani phir na aaye
Hey hey, jawaani phir na aaye
Pal pal ka maza le le jaane jaan
Jo hai aaj hai, kal to aaye na

Sunidhi:
Lagta mujhe deewaana tu
Tera mera kya vaasta

Sonu Nigam:
Aise na chhodoon tera raasta
Jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
Hey jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
Jaaye jaaye, jaaye jaaye
Ek baar jo jaaye, jawaani phir na aaye
Hey hey, jawaani phir na aaye - 4