Aaj Mere Man Mein Sakhi

Movie Name: Aan (1952)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Naushad
Lyrics: Shakeel Badayuni
Year: 1952
Producer: Mehboob Production
Director: Mehboob
Actors: Amir Banu, Cuckoo, Dilip Kumar, Mukri, Murad, Nadira, Nimmi, Premnath, Sheela Naik

la:  aa haa haa...
    aaj mere man me.n sakhii baa.Nsurii bajaae koii
    aaj mere man me.n...
    aaj mere man me.n sakhii baa.Nsurii bajaae koii
    pyaar bhare giit sakhii baar\-baar gaa_e koii
    baa.Nsurii bajaae...
    baa.Nsurii bajaae, sakhii gaa_e sakhii re, koii chhailavaa ho
ko: koii alabelavaa ho, koii chhailavaa ho
la:  ra.Ng merii javaanii kaa ki_e jhuumataa ghar aayaa hai saavan
ko: ra.Ng merii javaanii kaa ki_e jhuumataa ghar aayaa hai saavan
la:  aa haa haa...
    ho sakhii, ho re sakhii, aayaa hai saavan
ko: mere naino.n me.n hai saajan

la:  in uu.Ndii ghaTaao.n me.n, havaao.n me.n sakhii, naache meraa man
    ho sakhii, naache meraa man
ko: ho aa.Ngan me.n saavan man\-bhaavan ho jii
la:  ho, in uu.Ndii ghaTaao.n me.n, havaao.n me.n sakhii, naache meraa man
ko: lallaa laalaa laa laalaa
la:  dil ke hi.nDole pe mohe jhuule na jhulaae koii
ko: pyaar bhare giit sakhii, baar\-baar gaa_e koii
la:  baa.Nsurii bajaae sakhii gaae sakhii re
    koii chhailavaa ho
ko: koii alabelavaa ho, koii chhailavaa ho

la:  kahataa hai ishaaro.n me.n koii
    aa mohe ambu_aa ke tale mil
ko: bhalaa vo kaun hai ghaayal
    kahataa hai ishaaro.n me.n koii
    aa mohe ambu_aa ke tale mil
la:  mai.n naam na luu.N
    aaj lage laaj sakhii dha.Dake meraa dil ho sakhii dha.Dake meraa dil
ko: ho aa.Ngan me.n saavan man\-bhaavan ho jii
la:  ho, mai.n naam na luu.N
    aaj lage laaj sakhii dha.Dake meraa dil ho sakhii dha.Dake meraa dil
ko: lallaa laalaa laa laalaa
la:  taar pe jiivan ke madhur raaginii sunaae koii
ko: pyaar bhare giit sakhii baar\-baar gaa_e koii
la:  baa.Nsurii bajaae sakhii gaae sakhii re
la:  koii chhailavaa ho
ko: koii alabelavaa ho, koii chhailavaa ho