Dilbar

Movie Name: Sirf Tum (1999)
Singer: Alka Yagnik
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Year: 1999
Producer: Boney Kapoor
Director: Agathian
Actors: Johny Lever, Mohnish Behl, Priya Gill, Sanjay Kapoor, Tej Sapru

Ha ah ha, ha ah ha, ha ah ha
Dilbar dilbar, haan dilbar dilbar - 2
Hosh na khabar hai, yeh kaisa asar hai - 2
Tumse milne ke baad dilbar - 2
Dard hai chubhan hai, kya deewanapan hai - 2
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Dilbar dilbar, haan dilbar dilbar - 2

Tu mera khwaab hai, tu mere dil ka qaraar - 2
Dekh le jaaneman, dekh le bas ek baar
Choom le jism ko, hum nasheen paas aa
Chain kho gaya hai, kuch to ho gaya hai - 2
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Dilbar dilbar, haan dilbar dilbar - 2

Haan haan haan haan, haan haan haan haan - 2
Ishq betaab hai, husn ki maheki bahaar - 2
Dooriya kis liye, kis liye ab intezaar
Tootna hai badan, kya hua kya pataa
Pyaas mein dhali hoon, raat din jali hoon - 2
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Hosh na khabar hai, yeh kaisa asar hai - 2
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Dard hai chubhan hai, kya deewanapan hai - 2
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar