Hai Rama Kya Hua
Movie Name: Rangeela (1995)
Singer: Hariharan, Swarnalatha
Music Director: Rahman AR
Lyrics: Mehboob
Year: 1995
Producer: Ram Gopal Verma
Director: Ram Gopal Verma
Actors: Aamir Khan, Jackie Shroff, Urmila Matondkar
Haay raama yeh kyaa huaa
Kyo.n aise hame.n sataanaa lage
Tum itnii pyaarii hosaamne hamqaabuu me.n kaiserahe.n
Jaa'o hamko to aatii sharm hai
Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n
Haay raama yeh kyaa huaa
Kyo.n aise hame.n sataanaa lage
Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise
rahe.n
Jaa'o hamko to aatii sharm hai
Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n
Toba merii toba yeh bhii kya sitam hai aisii zid karne laga
Jaane tum ne kya kya socha aage aage ham to ab darne
laga
Are socha hai yeh ki raat aur din tujhe pyaar kare.nge
ham
Darte ho kyo.n o jaaneman mere pyaar se
Haay raama yeh kyaa huaa
Kyo.n aise hame.n sataanaa lage
Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise -
rahe.n
Jaa'o hamko to aatii sharm hai
Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n
Haay raama yeh kyaa huaa
Kyo.n aise hame.n sataanaa lage
Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n
Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise
rahe.n
Kaalii kaalii zulfe.n gorii gorii baa.nhe.n mujhko
tadapaane lagii
Ho.nth bhiige bhiige nashiilii ye aa.nkhe.n pyaas ko
jagaane lagii
Chhodo jii aisii baato.n ko roko na raho ko????
Ho modo na merii baaho.n jo jaane do na
Haay raama yeh kyaa huaa
Kyo.n aise hame.n sataanaa lage
Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise
rahe.n
Jaa'o hamko to aatii sharm hai
Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n
Haay raama yeh kyaa huaa
Kyo.n aise hame.n sataanaa lage
Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise
rahe.n
Jaa'o hamko to aatii sharm hai