Kya Kare Kya Na Kare

Movie Name: Rangeela (1995)
Singer: Udit Narayan
Music Director: Rahman AR
Lyrics: Mehboob
Year: 1995
Producer: Ram Gopal Verma
Director: Ram Gopal Verma
Actors: Aamir Khan, Jackie Shroff, Urmila Matondkar

Kya kare kya na kare yeh sun lo mere bhai
 Koi to bataa de iska Hal o mere bhaai
 Ke ek taraf to us se pyaar kare hum
 Aur usko inhe kahne se dare hum...
 
 Roz roz hum, sochta yahin,
 Aaj humko woh nazar mil jaye kahin,
 To aisa bolega (saala) waisa bolega,
 Khullam khulla us pe Dil ka raaz hum Kholega,
 Woh saamne chamakti hai, saans hi atakti hai,
 Aur yeh zabaan jaati hai fisal...
 
 Koi badi baat nahin, Humein kahna tha jo bhi,
 Woh to hum yoohin kahte magar,
 Phir bhi kaha nahin,
 wajah iski hai yahi,
 Bas inkaar se hum ko tha dar..
 Ab kahe ya na kahe, kahan kahe kab kahe,
 Soch soch main hi woh gayi nikal...