Pyaar Ye Jaane Kaise
Movie Name: Rangeela (1995)
Singer: Kavita Krishnamurti, Suresh Wadkar
Music Director: Rahman AR
Lyrics: Mehboob
Year: 1995
Producer: Ram Gopal Verma
Director: Ram Gopal Verma
Actors: Aamir Khan, Jackie Shroff, Urmila Matondkar
Pyaar yeh jaane kaisa hai
Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai
Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai
Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai

Din to guzarta hai jis ke khayaalo.n me.n
Raate.n guzartii hai.n us kii yaado.n me.n
Waqt milan ka aa'e to baago.n me.n
Jhuume.n bahaare.n phuulo.n ki galiyo.n me.n
Bha.nvaro.n kii tolii aa'e
Kaliyo.n pe voh ma.ndaraa'e
Dar yeh khizaa.m ka bhii dil se mitaa'e
Pyaar yeh jaane kaisa hai
Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai
Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai
Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai
Pyaar yeh jaane kaisa hai
Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai
Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai
Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai
Aa.nkho.n pe chhaaye.n ye sapna banke to
Koii paraaya aa'e apna banke
Chalte chalte raaho.n kii dhuup me.n
Saathii mil jaa'e koii saaya banke
Ma.nzil aa'e na aa'e
Ya koii tuufaan aa'e
Dilwaalo.n ko yeh jiina sikhaa'e