Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai

Movie Name: Qayamat (2003)
Singer: Kumar Sanu
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Year: 2003
Producer: Pammi Baweja
Director: Harry Baweja
Actors: Ajay Devgan, Arbaaz Khan, Sanjay Kapoor, Sunil Shetty

ku: chaaroN taraf tanhaai hai, ek udaasi chhaayee hai
soch ke uski baatoN ko, aaNkh meri bhar aayee hai
chorus: aa aa aa
ku: bechaini hai saaNsoN mein, dard uThaa hai seene mein
bichhaD ke apne dilbar se, aaye mazaa na jeene mein
kitnaa mujhe taDpaati hai
(vo laDki bahot yaad aati hai) -2
(kabhi mujhko hansaaye kabhi mujhko rulaaye mujhe kitnaa sataati hai) -2
(vo laDki bahot yaad aati hai) -4