Barso Re, Hai Bairi Badarwa
Movie Name: Phagun (1958)
Singer: Asha Bhosle
Music Director: Nayyar O P
Lyrics: Qamar Jalalabadi
Year: 1958
Producer: Mitra Prod.
Director: Bibhuti Mitra
Actors: Bharat Bhushan, Dhumal, Jeevan, Madhubala
Theme: Love
O Baraso Re, Haay! Bairii Badaravaa Baraso Re
Aaj Kisii Kii Priit Nagar Me.N Lag Na Jaaye Aag
O Baraso Re ...
Duniyaa Vaale Priit Ke Dushaman Dil Ta.Dapaane Vaale
Koii Nahii.N Bujhaane Vaalaa Sab Hai.N Lagaane Vaale
O Baraso Re ...
A.Ngaaro.N Kii Dolii Laayaa Janam Janam Kaa Saathii
Maut Kaa Ghuu.Nghat Le Kar Mai.N Bhii Piyaa Milan Ko Jaatii
O Baraso Re ...
Aur To Koii Nahii.N Sahaaraa Tuu Hii Haath Ba.Dhaa De
Ga.Ngaa Yamunaa Ban Ke Baadal Gam Kii Aag Bujhaa De