Ye Kya Jadu
Movie Name: Pyaar Diwana Hota Hai (2002)
Singer: Udit Narayan
Music Director: Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 2002
Producer: Supre Good Films
Director: Kirti Kumar
Actors: Deepak Tijori, Govinda, Johny Lever, Rani Mukherjee
Theme: Love
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
Dil Chaahe Kuch Kar Jaawaan
Oye Rabba Main Mar Jaawwaan
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
Dil Chaahe Kuch Kar Jaawaan
Oye Rabba Main Mar Jaawwaan
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
Jaise Mile Hath Aise Hi Mil Jaaye Ehkaash Do Dil Kunwaare
Dil Me Na Reh Jaaye Hoton Par Aa Jaaye Aankhon Mein Hai Jo Ishaare
Chandni Raat Ho Chaahe Barsaat Ho
Kuch Ho Jaldi Magar Phir Mulakaat Ho
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
Oh Delhi Walon Suno Main Sunata Hoon
Tum Ko Yeh Dil Ki Kahani
Aati Hai Sab Par Magar Toot Kar Aisi Aayi Hai Us Pe Jawaani
Main Toot Kar Reh Gaya Mauj Mein Beh Gaya
Jaane Kehna Tha Kya Aur Kya Keh Gaya
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
Dil Chaahe Kuch Kar Jaawaan
Oye Rabba Main Mar Jaawwaan
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne