Chupke Chupke
Movie Name: Paying Guest (1957)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Burman S D
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Year: 1957
Producer: Filmistan
Director: Subodh Mukherji
Actors: Dev Anand, Jagirdar, Nutan, Sajjan, Yaqub
Theme: Love
(chupke chupke, rukte rukte
maine dekhaa, tune dekhaa
jaadoo koi chal hi gayaa) -2
aa haa haa haa haa haa haa haa
(vo halki-halki si, muNh pe laali
pahle milan ki) -2
mujhe vo ab tak yaad hai, raat gulshan ki -2
o o o o
chaaNdni thi, raagini thi
maine dekhaa, tumne dekhaa
jaadoo koi chal hi gayaa
chupke chupke, rukte rukte
maine dekhaa, tune dekhaa
jaadoo koi chal hi gayaa
aa.. aa aa aa aa..
haa, haa haa-haa, haa, haa haa-haa
(ulajh ke nainoN kaa, kuchh na kahnaa
chhup chhup jaanaa) -2
vo haath meraa thaam ke teraa ruk jaanaa