Pyar Zindagi Hai

Movie Name: Muqaddar Ka Sikandar (1978)
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Music Director: Kalyanji Anandji
Lyrics: Anjaan
Year: 1978
Producer: Prakash Mehra
Director: Prakash Mehra
Actors: Amitabh Bachchan, Amjad Khan, Rakhee, Rekha, Vinod Khanna
Theme: Love

Pyaar zindagii hai, pyaar ba.ndagii hai, ba.ndagii hai
Yahallaa yahallaa uu yaa allaah
Pyaar se pyaar karo ye umr pyaar kii hai
Pyaar binaa kyaa jiinaa, ye bhii koi zindagii hai, pyaar...

1) pyaar karam pyaar duaa, pyaar sitam pyaar vafaa
Pyaar se judaa to yahaa.n koi nahii.n koi nahii.n
Pyaar khushii pyaar nashaa, kyaa vo najar kyaa vo adaa
Ho kisii ke pyaar me.n jo koii nahii.n koii nahii.n
Dil ko lagaa ke dekho pyaar me.n kyaa khushii hai
Pyaar binaa kyaa jiinaa ye bhii koi zindagii hai, pyaar...

2) dur rahe paas rahe, dil me.n tere pyaas rahe
Tere liye mai.n huu.n tuu hai mere liye mere liye
Pyaar sanam pyaar khudaa, yaar kabhii ho naa judaa
Yaar binaa koi yahaa.n kaise jiye kaise jiye
Baaho.n me.n yaar ke hii duniyaa bahaar kii hai, pyaar...

3) dekh hame.n koi jale, koi jale haath male
Tuu jo mere saath chale logo.n se kyaa daranaa yahaa.n
Pyaar yahaa.n jo naa kare, kaak jiye kak mare
Yaar mere tere liye jiinaa yahaa.n maranaa yahaa.n
Marake bhii naa mite jo ye vo divaanagii hai, pyaar...