Meri Yaad Mein Tum Na
Movie Name: Madhosh (1951)
Singer: Talat Mohamed
Music Director: Madan Mohan
Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan
Year: 1951
Producer: Wadia Films
Director: Wadia J B H
Actors: Jillo S Nazir, Manhar Desai, Meena Kumari, Usha Kiran
Theme: Family Drama
Merii Yaad Me.N Tum Na Aa.Nsuu Bahaanaa
Na Jii Ko Jalaanaa, Mujhe Bhuul Jaanaa
Samajhanaa Ke Thaa Ek Sapanaa Suhaanaa
Vo Guzaraa Zamaanaa, Mujhe Bhuul Jaanaa
Merii Yaad Me.N...
Judaa Merii Ma.Nzil, Judaa Terii Raahe.N \-2
Mile.Ngii Na Ab Terii\-Merii Nigaahe.N
Mujhe Terii Duniyaa Se Hai Duur Jaanaa
Merii Yaad Me.N...
Ye Ro\-Ro Ke Kahtaa Hai Tuutaa Huaa Dil \-2
Nahii.N Huu.N Mai.N Terii Mohabbat Ke Kaabil
Meraa Naam Tak Apane Lab Pe Na Laanaa
Na Jii Ko Jalaanaa, Mujhe Bhuul Jaanaa
Merii Yaad Me.N...