Ye Kali
Movie Name: Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Singer: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1966
Producer: Filmyug Pvt. Ltd.
Director: Raghunath Jalani
Actors: Asha Parekh, Balraj Sahni, Dharmendra, Mubarak, Nazima, Rajendranath, Sulochana, Sunder
Theme: Love
L: Ye Kalii Jab Talak Phuul Ban Ke Khile,
Intazaar, Intazaar, Intazaar Karo, Intazaar Karo
Rafii: Intazaar Vo Bhalaa Kyaa Kare, Tum Jise
Bekaraar, Bekaraar, Bekaraar Karo,
L: Intazaar Karo
M: Pyaar Me.N Pyaar Kii Bhii Izaazat Nahii.N \-2
Berukhii Hai Ajii Ye Muhaubbat Nahii.N
L: Aa Rahaa Hai Mazaa, Tum Shikaayat Yahii,
Baar Baar, Baar Baar, Baar Baar Karo, Intazaar Karo
L: Husn Pe To Asar Hone Vaalaa Nahii.N \-2
Ishq Tum Ko Na Kar De Divaanaa Kahii.N
M: Hai Ye Diivaanagii Bhii Qubuul, Tum Agar
Hamase Pyaar, Hamase Pyaar, Hamase Pyaar Karo,
L: Intazaar Karo
M: Roz Hamane Bayaan Ye Fasaanaa Kiyaa \-2
Roz Tumane Nayaa Ek Bahaanaa Kiyaa
L: Ye Bahaanaa Magar, Aakhirii Hai Sanam
Aitabaar, Aitabaar, Aitabaar Karo, Intazaar Karo