Pehla Pehla Pyar

Movie Name: Jaal The Trap (2002)
Singer: Kumar Sanu
Music Director: Anand Raj Anand
Lyrics: Sameer
Year: 2002
Producer: Harish Shah, Vinod
Director: Guddu Dhanoa
Actors: Amrish Puri, Farida Jalal, Jackie Shroff, Reema Sen, Sunny Deol, Tabu

Hey hey hey hey hey hey
Hey hey hey hey hey hey, hey
Pehla pehla pyaar ho gaya
Pehli pehli baar ho gaya, haan
Pehla pehla pyaar ho gaya
Pehli pehli baar ho gaya
Yeh kya mujhko yaar ho gaya
Pehli nazar mein ban gaya
Main tera deewaana, main tera deewaana - 2

Pehla pehla pyaar ho gaya
Pehli pehli baar ho gaya
Yeh kya mujhko yaar ho gaya
Pehli nazar mein ban gaya
Main tera deewaana, main tera deewaana
Main tera deewaana, main tera deewaana haan

(Ho, dil ko pata tha na mujhko khabar thi
Kitni haseen meri shaam-o-saher thi) - 2

Haal kabhi na tha mera aisa
Tune jagaaya dard yeh hai kaisa, oye oye oye
Jo tera deedaar ho gaya
Teer jigar ke paar ho gaya
Yeh kya mujhko yaar ho gaya
Pehli nazar mein ban gaya
Main tera deewaana, main tera deewaana - 2

(O, yeh bechaini jaan gaya main
Is pe to qurbaan gaya main) - 2

Ek junoon hai ek nasha sa hai
Is chaahat ka apna maza sa hai, oye oye oye
Bin bole ikraar ho gaya
Bin bole izhaar ho gaya
Yeh kya mujhko yaar ho gaya
Pehli nazar mein ban gaya
Main tera deewaana, main tera deewaana - 5
Main tera deewaana, main tera deewaana haan