Tumse Hamara Vada Hai
Movie Name: Jeena Teri Gali Mein (1991)
Singer: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Music Director: Babul Bose
Lyrics: Ravinder Rawal
Year: 1991
Producer: Super Cassettes Inds
Director: Tinu Anand
Actors: Amita Nangia, Archana Puransingh, Kunika, Shammi, Suraj
u: o.. ho ho ho o a: aa.. aa aa aa
u: aa aa aa.. a: aa aa aa..
a: (tumse hamaaraa vaadaa hai hamdam) -2
jiyenge marenge tumhaare liye ham
u: (badlegi duniyaa badlegaa aalam) -2
jiyenge marenge tumhaare liye ham
both: ho.. ho ho ho.. o, aa.. aa aa aa.. aa
a: (pal mein lage jo sadiyoN puraanaa
ye kaisaa hai naataa kisi ne na jaanaa) -2
u: naye phool jaise khilaataa hai mausam, ho.. ho
mohabbat ne hamko milaayaa hai jaanam
a: (tumse hamaaraa vaadaa hai hamdam) -2
jiyenge marenge tumhaare liye ham
both: ho.. ho ho ho.. o, aa.. aa aa aa.. aa
u: (palken khulin aur nazren hain soyee
na muddat se mujhse milaa aur koi) -2
a: KhushiyaaN milen yaa hamko milen Gham, o.. o
pyaar hamaaraa na hogaa kabhi kam
u: (badlegi duniyaa badlegaa aalam) -2
jiyenge marenge tumhaare liye ham
a: tumse hamaaraa vaadaa hai hamdam
u: badlegi duniyaa badlegaa aalam
both: jiyenge marenge tumhaare liye ham
(ho.. ho ho ho.. o, aa.. aa aa aa.. aa) -3