Sancha Naam Tera

Movie Name: Julie (1975)
Singer: Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Music Director: Rajesh Roshan
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1975
Producer: Nagi Reddy B
Director: KS Sethu Mahavan
Actors: Jalal Agha, Lakshmi, Nadira, Om Prakash, Rajendranath, Sridevi, Utpal Dutt, Vikram
Theme: Love

Aashaa: Aa Aa Aa, Huu.N Uu.N, Aa Aa
        Saa.Nchaa Naam Teraa
        Ho, Saa.Nchaa Naam Teraa
        Tuu Shyaam Meraa, Saa.Nchaa Naam Teraa, Tuu Shyaam Meraa
        Sagaraa Jagat Hai Jhuuthaa Saathii
        Tuute Diipak Bujh Jaaye Baatii
Ushaa:  Har Ra.Ng Me.N Tuu Sa.Ng Me.N Hai
        Chaahe Saa.Njh Ho Chaahe Saveraa
Dono.N: Saa.Nchaa Naam Teraa, Tuu Shyaam Meraa, Saa.Nchaa Naam Teraa

Aashaa: Mai.N Tujh Me.N Khoii Re
Uushaa: Duujaa Na Koii Re
Aashaa: Aa, Jaagii Yaa Soii Re
        Tuu Ek Apanaa Jiivan Sapanaa
Dono.N: Sagaraa Jagat Hai Jhuuthaa Saathii
        Tuute Diipak Bujh Jaaye Baatii
Aashaa: Mai.N Ne Bigaa.Daa Har Kaam Apanaa
        Tuune Sa.Nvaaraa Har Kaam Meraa
Dono.N: Saa.Nchaa Naam Teraa, Tuu Shyaam Meraa, Saa.Nchaa Naam Teraa

Aashaa: Duhkh Sukh Kii Dhaaraa
Uushaa: Tuu Hai Kinaaraa
Aashaa: Huu.N Manamohan Pyaaraa
        Sab Kaa Khevaiyaa Kr^Ishhna Ka.Nhaiyaa
Dono.N: Sagaraa Jagat Hai Jhuuthaa Saathii
        Tuute Diipak Bujh Jaaye Baatii
Aashaa: To.D Ke Ye Man Ma.Ndir Banaa Duu.N
        Ho Man Ke Ma.Ndir Me.N Dhaam Teraa
Dono.N: Saa.Nchaa Naam Teraa, Tuu Shyaam Meraa, Saa.Nchaa Naam Teraa