Suno Sajna

Movie Name: Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1966
Producer: Filmyug Pvt. Ltd.
Director: Raghunath Jalani
Actors: Asha Parekh, Balraj Sahni, Dharmendra, Mubarak, Nazima, Rajendranath, Sulochana, Sunder
Theme: Love

Oh….
Suno sajna, papihe ne…
Suno sajna papihe ne kaha sabse pukaarke
Sambhal jaao chaman waalo (2)
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna….suno sajna

Phoolo, ki daaliya bhi yehi geet gaa rahi hai
Ghadiya piya milan ki (nazdeek aa rahi hai) -2
Hawaao ne jo chhede hain (2)
Fasaane hain woh pyaar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna….suno sajna

Dekho, na aise dekho, marzi hai kya tumhaari
Bechain na kar na dena (timko kasam hamaari) -2
Hami dushman na ban jaaye (2)
Kahi apni qaraar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna….suno sajna

Baago main pad gaye hain,
Saawan ke mast jhoole
Aisa sama jo dekha (raahi bhi raah bhoole) -2
Ke jee chaaha yahi rakh dein (2)
Umar saari guzaar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna….suno sajna