Jaana Maine
Movie Name: Indian (2001)
Singer: Abhijeet, Sadhana Sargam
Music Director: Anand Raj Anand
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 2001
Producer: Sunny Super Sound
Director: Maharajan N
Actors: Danny Denzongpa, Om Puri, Shilpa Shetty, Sunny Deol
Theme: Action
Jaana Tujhe Jaana To Jaana Maine Yeh
Jaana Tujhe Jaana To Jaana Maine Yeh
Ay Log Kyon Deewane Ho Jaate Hain Pyar Mein
Jaana Tujhe Jaana To Jaana Maine Yeh
Jaana Tujhe Jaana To Jaana Maine Yeh
Log Kyon Deewane Ho Jaate Hain Pyar Mein
Jaana Tujhe Jaana To Jaana Maine Yeh
Dekh To Nigahon Se Meri In Nigahon Mein
Tera Bas Tera Ek Naam Likha Hain
Hey Mila Ke Nazar Dekho Dil Mein Utar Kar Dekho
Chahat Ka Meri Paigaam Likha Hain
Suna Yeh Fasana To Jaana Maine Yeh
Suna Yeh Fasana To Jaana Maine Yeh
Oh Log Kyon Deewane Ho Jaate Hain Pyar Mein
Jaana Tujhe Jaana To Jaana Maine Yeh
Haal Raha Aisa To Pyar Mein Tumhare
Mera Rab Jaane Kya Haal Hoga
Ho Jo Bhi Taqdeer Hogi Raanjhe Ki Heer Hogi
Sohni Ka Aashiq Mahiwaal Hoga
Maana Maine Maana Aaj Jaana Maine Yeh
Maana Maine Maana Aaj Jaana Maine Yeh
Oh Log Kyon Deewane Ho Jaate Hain Pyar Mein
Jaana Tujhe Jaana To Jaana Maine Yeh
Oh Log Kyon Deewane Ho Jaate Hain Pyar Mein