Salamat Rahe Dostana Hamara
Movie Name: Dostana (1980)
Singer: Kishore Kumar, Mohd Rafi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1980
Producer: Yash Johar
Director: Raj Khosla
Actors: Amitabh Bachchan, Amrish Puri, Helen, Iftekhar, Pran, Prem Chopra, Shatrughan Sinha, Zeenat Aman
Theme: Family Drama
Rafi:
Bane chaahe dushman zamaana humaara -2
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Rafi:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Rafi:
Woh khwaabon ke din woh kitaabon ke din -2
Sawaalon ki raaten jawaabon ke din
Kayi saal humne guzaare yahaan
Yahin saath khele hue hum jawaan, hue hum jawaan
Tha bachpan bada aashiqaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Na bichhdenge mar ke bhi hum doston -2
Humein dosti ki qasam doston
Pata koyi poochhe to kehte hain hum
Ke ek duje ke dil me rehte hain hum, rehte hain hum
Nahin aur koyi thikaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara