Mein Kya Karoon

Movie Name: Dillagi (1999)
Singer: Kumar Sanu
Music Director: Jatin-Lalit
Lyrics: Javed Akhtar
Year: 1999
Producer: Sunny Deol
Director: Sunny Deol
Actors: Bobby Deol, Dara Singh, Kulbhushan Kharbanda, Sunny Deol, Urmila Matondkar
Theme: Love

Hmm, Hey Ae Aye
Hey Hey, Hey Hey
Dil Hai Aisa Rahi Jisne
Manzil Ko Hi Nahin Jaana
Dil Hai Aisa Rahi Jisne
Manzil Ko Hi Nahin Jaana
Tanha Tanha, Ghoom Raha Hai
Kabse Ye Deewana
Main Kya Karoon, Kya Karoon
Main Kya Karoon, Kya Karoon
Dil Hai Aisa Rahi Jisne
Manzil Ko Hi Nahin Jaana
Tanha Tanha, Ghoom Raha Hai
Kabse Ye Deewana
Main Kya Karoon, Kya Karoon
Main Kya Karoon, Kya Karoon...
Hairani Mein Hoon, Kaise Main Kahoon
Kya Gam Hai Mujhe, Kya Khoo Gaya
Sabh To Hai Wahi, Phir Hai Kya Kami
Aye Dil Ye Tujhe, Kya Ho Gaya
Main Kya Karoon, Kya Karoon
Main Kya Karoon, Kya Karoon
Dil Hai Aisa Rahi Jisne
Manzil Ko Hi Nahin Jaana
Tanha Tanha, Ghoom Raha Hai
Kabse Ye Deewana
Main Kya Karoon, Kya Karoon
Main Kya Karoon, Kya Karoon...
Maine Kya Kiya, Din Mein Sou Gaya
Abh Jaaga Hoon Main, To Raat Hai
Koi Saath Tha, Jab Woh Ja Chuka
Yaad Aayi Hai Mujhe, Ek Baat Hai
Main Kya Karoon, Kya Karoon
Main Kya Karoon, Kya Karoon
Dil Hai Aisa Rahi Jisne
Manzil Ko Hi Nahin Jaana
Tanha Tanha, Ghoom Raha Hai
Kabse Ye Deewana
Main Kya Karoon, Kya Karoon
Main Kya Karoon, Aa Aa Aa Aa
Main Kya Karoon, Aa Aa Aa Aa...