Dekho Abhay
Movie Name: Abhay (2001)
Singer: Shankar Mahadevan
Music Director: Ehsaan, Loy, Shankar
Lyrics: Javed Akhtar
Year: 2001
Producer: Kalaippuli S Thannu
Director: Suresh Krishnan
Actors: Kamal Hassan, Manisha Koirala, Milind Gunaji, Raveena Tandon
Theme: Action
Aa Hi Gaya Dekho Abhay
Aa Hi Gaya Dekho Abhay
Aa Hi Gaya Dekho Abhay
Mouj Mouj Mein Jaise Ho Toofan
Kaali Raaton Mein Maut Ka Saamaan
Jungleon Mein Jaise Koyi Darinda
Chodhta Nahin Kisi Ko Zindaa
Jabda Khole Ek Bhooka Ajgar
Aankh Gaade Woh Jo Shikar Par
Jaise Zapatta Baaz Ho Koyi
Ek Bhayanak Raaz Ho Koyi
Dekho To Insaan Ke Jaisa
Socho To Shaitaan Ke Jaisa
Aa Hi Gaya Dekho Abhay
Aa Hi Aa Hi
Aa Hi Gaya Dekho Abhay
Aa Hi Gaya Dekho Abhay