Mastaan Mastaan (Modern)

Movie Name: Tahaan (2008)
Singer: Ritesh Menon
Music Director: Taufique Qureshi
Lyrics: Mehboob
Year: 2008
Producer: Mubina Rattonsey, Shripal Morakhia
Director: Santosh Sivan
Actors: Anupam Kher, Rahul Bose, Rahul Khanna, Sana Shaikh, Sarika, Victor Banerji

(Din Hai Naye, Par Hai Yaadein Puraani
Yaadon Mein Teri Bhi Hai Ek Kahaani) - (2)
Kya Kya Hamaare Bhi Kisse Huye The
Hum Tum Mohbbat Ke Hisse Huye The
Jaane Kahaan Jaate Hai Din Rulaake
Mastaan Mastaan Rabi Rabi, Yaadein Ajaadi Rabi Rabi - (2)

Abb Bhi Mere Dil Ke Iss Aayine Mein
Tasveer Teri Saji Hai Tabhi Se
Koyi Mitaa Paaya Hai Na Use
Har Pal Teri Yaad Aati Hai Maasumiya..
Mastaan Mastaan Rabi Rabi, Yaadein Ajaadi Rabi Rabi - (2)

Meri Ummidein Yeh Maange Duwaayein
Yaaro Ke Dhalane Se Pehale Woh Aaye
Poori Kabhi Apani Kasame Nibhaaye
Manjil Toh Paa Le Jara Yaadon Ka Kaarwa..
Mastaan Mastaan Rabi Rabi, Yaadein Ajaadi Rabi Rabi - (2)

(Mastaan Mastaan Rabi.. Rabi..
Yaadein.. Ajaadi.. Rabi.. Rabi..) - (2)