Hawa Sun Hawa

Movie Name: Ada (2008)
Singer: Alka Yagnik, Sonu Nigam
Music Director: Rahman AR
Lyrics: Nusrat Badr
Year: 2008
Producer: Kazaan Ahmad
Director: Tanvir Ahmad
Actors: Ayaan Ahmad, Nausheed Cyrusi, Rahul Roy

Woh Kaun Hai...Woh Kahanaa Hai...Jise Doondh Thi Hai Nigaahen Woh Kaun Hai..

Hawa Sun Hawa Use Chu Ke Aa Use Chu Ke Aaja Zara
Hawa Sun Hawa...Use Chu Ke Aa Use Chu Ke Aaja Zara...Ho
Kahan Hai Woh Ithna Batha..
Hawa Sun Hawa Use Chu Ke Aa...Use Chu Ke Aaja Zara...aaa
Kahan Hai Woh Ithna Batha

Kaun Hai Yaad Jo Har Pal Aaye
Yaad Woh Aaye To Aake Na Jaaye
Kaun Hai Yaad Jo Har Pal Aaye
Yaad Woh Aaye To Aake Na Jaaye..
Raaz Yeh Dil Ab Kisko Bathaayein
Saamne Hai Woh Nazar Na Aaye
Mujh Ko Kiski Aahaton Ne Hai Chua..
Kau Hai Woh Yeh Hawa Tu Ye Batha..

Hawa Sun Hawa Use Chu Ke Aa Use Chu Ke Aaja Zara...aa
Kahan Hai Woh Ithna Batha..

Meri Sadaayein Tujhko Bulaayein Samne Aajaao Aaja Re Aaja Re
Meri Sadaayein Tujhko Bulaayein
Samne Aajaao Aaja Re Aaja Re
Meri Yeh Baahein Tujh Ko Pukaare Aaj Re Aaja Re Aaja...Re Aaj Re Aaja Re
Meri Yeh Baahein Tujh Ko Pukaare Aaj Re Aaja Re Aaa

Hawa Sun Hawa Use Chu Ke Aa Use Chu Ke Aaja Zara Ho..
Kahan Hai Woh Ithna Batha……….Woh Kaun Ha...

Tujhse Miloongi To Tujhse Kahoongi Tere Bina Mein Rehna Sakoongi
Tujhse Miloonga To Tujhse Kahoonga Tere Bina Mein Rehna Sakoonga
Chodo Udasi Kyun Aankhen Nam Hai Gaur Se Dekho To Nazdeek Hum Hai
Mujhko Kis Aahaton Ne Hai Chua Hoo Kaun Hai Woh Ye Hawa To Yeh Batha Hoo

Hawa Sun Hawa Use Chu Ke Aa Use Chu Ke Aaja Zara Ho..
Kahan Hai Woh Ithna Batha……….Woh Kaun Ha.......

Woh Kahan Hai...Ise Doondh Thi Hai Nigaahen