Meherbaan
Movie Name: Ada (2008)
Singer: Rahman AR
Music Director: Rahman AR
Lyrics: Raqeeb Alam
Year: 2008
Producer: Kazaan Ahmad
Director: Tanvir Ahmad
Actors: Ayaan Ahmad, Nausheed Cyrusi, Rahul Roy
Tu Hai Zubaa Mein Hoon Bayaan
Tu Hai Nihaa Mein Hoon Hayaa
Tu Hai Zubaa Mein Hoon Bayaan
Tu Hai Nihaa Mein Hoon Hayaa
Tere Bina Mein Hoon Bezubaan
Tere Bina Mein Beaasmaan
Tere Bina Mein Hoon Bezubaan
Tere Bina Mein Beaasmaan
Tu Hai Nadiyan Mein Hoon Sangam
Tu Nayaa Saal Mein Pehla Mausam
Tu Hai Nadiyan Mein Hoon Sangam
Tu Nayaa Saal Mein Pehla Mausam
Tere Bina Mein Hoon Bezameen
Tere Bina Mein Beaasmaan
Tere Bina Mein Hoon Bezameen Tere Bina..
Meherbaan….Meherbaan…Meherbaan…Meherbaan…Meherbaan
Tu Hai Sanaa Mein Hoon Aana
Tu Hatheli Mein Hoon Henaa
Tu Hai Sanaa Mein Hoon Aana
Tu Hatheli Mein Hoon Henaa
Aaj Elaan Yeh Kardenge
Ek Hai Ek Rahenge
Jo Aajaaye Koi Tufaan Kabhi Raah Se Hum Na Hatenge
Is Berangi Duniya Ko Pyar Se Hum Rang Denge
Wafa Ka Diya Chalaayenge Har Ghar Be Noor Bahenge
Tu Hai Nazar Mein Nazaara
Tu Hai Sagar Mein Kinaara
Tu Hai Zubaan Mein Hoon Bayaan
Tu Hai Nihaan Mein Hoon Hayaa
Meherbaan…