Ek Baar Zara Phirse Kah Do

Movie Name: Bin Badal Barsaat (1963)
Singer: Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Music Director: Hemant Kumar
Lyrics: Shakeel Badayuni
Year: 1963
Producer: Uttam Chitra
Director: Jyoti Swaroop
Actors: Asha Parekh, Bishwajeet, Dev Kishan S N Banerjee, Mehmood, Nishi
Theme: Love

He: Ik Baar Zaraa Phir Kah Do
   Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa
La: Aisii Miithii\-Miithii Baate.N Karake
   Kahaa.N Siikhaa Hai Dil Kaa Lubhaanaa
He: O Jaan\-E\-Jaa.N
   Ik Baar Zaraa Phir Kah Do
   Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa
La: Uu.N\-Huu.N              %  (Oye Hoy, Mar Jaawaan)


He: Dil Lekar Raho Duur Huzuur Na Hamase
   Karo Itanaa Guruur Na Hamase
La: O Sajanaa, Meraa Haar Si.Ngaar Tumhii.N Ho
   Meraa Dam Hai Tumhaare Hii Dam Se
He: Tum Shamaa Ho To Mai.N Huu.N Parvaanaa
La: Aisii Miithii\-Miithii Baate.N Karake
   Kahaa.N Siikhaa Hai Dil Kaa Lubhaanaa
He: O Jaan\-E\-Jaa.N
   Ik Baar Zaraa Phir Kah Do
   Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa
La: Uu.N\-Huu.N              %  (Oye Hoy, Mar Jaawaan)

  
He: Suno Dilbar Ye Jo Diip Khushii Kaa Jalaa Hai
   Meraa Pyaar Isii Me.N Dhalaa Hai
La: Meraa Dil Bhii Piyaa Leke Tumhaaraa Sahaaraa
   Na_Ii Raah Pe Aaj Chalaa Hai
He: Di_Aa Tumhii.N Ne Ummiido.N Ko Thikaanaa
La: Aisii Miithii\-Miithii Baate.N Karake
   Kahaa.N Siikhaa Hai Dil Kaa Lubhaanaa
He: O Jaan\-E\-Jaa.N
   Ik Baar Zaraa Phir Kah Do
   Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa
La: Uu.N\-Huu.N              %  (Oye Hoy, Mar Jaawaan)

  
He: Tum Chaaho To Mai.N To.Dake Laa Duu.N Sitaare
   Ki Ho Tum Mujhe Jaan Se Pyaare
La: Kyaa Maa.Nguu.N Jab Mil Ga_E Tum Mujhe Sajanaa
   Mai.N To Aa Ga_Ii Bas Me.N Tumhaare
He: Meraa Dil Hai Tumhaaraa Nazaraanaa
La: Aisii Miithii\-Miithii Baate.N Karake
   Kahaa.N Siikhaa Hai Dil Kaa Lubhaanaa
He: O Jaan\-E\-Jaa.N
   Ik Baar Zaraa Phir Kah Do
   Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa

 

He: Kaho Na
La: Diivaanaa
He: Phir Kaho
La: Diivaanaa
He: Phir Kaho
La: Dii\-Vaa\-Na