Lamha Lamha

Movie Name: Nanhe Jaisalmer (2007)
Singer: Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer
Year: 2007
Director: Samir Karnik
Actors: Bobby Deol, Katrina Kaif

tode se bhi jo na tute ishq hai aisa bandhan

lamha lamha pal pal jaana tum par marna hai
rojmarra ki zindagi mein - 3, tumhe shaamil karna hai
rojmarra ki zindagi mein, tumhe shaamil karna hai - 2

maine jabse tujhko dekha, bas tere baare mein socha
tu mere khaabon ki duniya mujhko teri hai tamanna
tu hai meri yaadon ka aalam, tu hai mera deewaanapan
lamha lamha pal pal jaana tum par marna hai
rojmarra ki zindagi mein, tumhe shaamil karna hai - 2

yeh mera dil jaanta hai, dooriyon ka dard kya hai
chaahe hardum tujhko dhadkan, bin tere din raat bairan
tere liye paagal meri saansein, tere liye paagal mera mann
lamha lamha pal pal jaana tum par marna hai
rojmarra ki zindagi mein, tumhe shaamil karna hai - 3