Kya Janoon Sajan

Movie Name: Baharon Ke Sapne (1967)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Burman R D
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Year: 1967
Producer: Nasir Hussain
Director: Nasir Hussain
Actors: Asha Parekh, Nana Palsikar, Rajesh khanna, Sulochna
Theme: Social

Kyaa Jaanuu.N Saajan Hotii Hai Kyaa Gam Kii Shaam
Jal Uthe Sau Diye Jab Liyaa Teraa Naam
Kyaa Jaanuu.N Saajan ...

Kaa.Nto.N Me.N Mai.N Kha.Dii
Naino.N Ke Dvaar Pe
Nis Din Bahaar Ke Dekhuu.N Sapane
Chehare Kii Dhuul Kyaa
Cha.Ndaa Kii Chaa.Ndanii
Utarii To Rah Ga_Ii Mukh Pe Apane
Kyaa Jaanuu.N Saajan ...

Jabase Milii Nazar
Maathe Pe Ban Gaye
Bi.Ndiyaa Nayan Tere Dekho Sajanaa
Dhar Lii Jo Pyaar Se
Merii Kalaayiyaa.N
Piyaa Terii U.Ngaliyaa.N Ho Ga_Ii Ka.Nganaa
Kyaa Jaanuu.N Saajan ...