Kahan Kho Gaya
Movie Name: Hattrick (2007)
Singer: Soham Chakrabarty
Music Director: Pritam
Lyrics: Ashiesh Pandit
Year: 2007
Producer: Ronnie Screwvala
Director: Milan Luthria
Actors: Danny Denzongpa, Kunal Kapoor, Nana Patekar, Paresh Rawal, Rimi Sen
kahaan kho gaya hai dil mera
kahaan kho gaya hai kya pata
dur kahi dur kwaabon ki duniya ke
raaston pe bass yuun hi chal pada - 2
hain shaamse baadalon mein nami
aa dhundale khaayishon ki jami
aa jara, aa bhi ja - 2
subah se karu main kya bayaan
huwa saath mere kya huwa
dur kahi dur kwaabon ki duniya ke
raaston pe bass yuun hi chal pada - 2
hain baajuton mein yeh aahe teri
aa sun jara sard aahein meri
tu nasha, tu wafa
tu wafa, tu duwa
khata na kare ho abb subah
ruki raat kab hai bewajah
dur kahi dur kwaabon ki duniya ke
raaston pe bass yuun hi chal pada - 2
kahaan kho gaya hai dil mera
kahaan kho gaya hai kya pata
dur kahi dur kwaabon ki duniya ke
raaston pe bass yuun hi chal pada - 2