Tere Bina Main Na

Movie Name: Chor Aur Chand (1993)
Singer: Anuradha Paudwal, Kumar Kancha
Music Director: Nikhil-Vinay
Year: 1993
Producer: Aditya Pancholi
Director: Pawan Kaul
Actors: Aditya Pancholi, Alok Nath, Avtar Gill, Kiran Kumar, Pooja Bhatt, Shiva

Hey hey hey hey, hey hey hey, hey hey hey
La la la la, la la la, la la-la
(Tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe
Ye qasam yahin le sanam) - 2

Pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere
Saanson ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere
Ho..

Tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe
Ye qasam yahin le sanam - 2
Tu meri jaan hai, meraa armaan hai
Teraa ghar meraa dil hai, ye jahaan nahin

Dil ye betaab hai, tu meraa khvaab hai
Meri palkon se door kyun rahe kahin

Ho.. ab to koi faaslaa mujhe nahin ganvaaraa

Chhod doon jahan agar mile teraa ishaaraa

Tere bina main na rahoon, mere binaa tu na rahe
Ye qasam yahin le sanam - 2

Pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere
Saanson ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere
Ho..

Tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe
Ye qasam yahin le sanam - 2

O ho kahoon main baanvri, main banoon baansuri
Tere honthon se lagoon preet churaa loon

Teraa aanchal banoon, tan se liptaa rahoon
Teri dhadkan kaa main har geet churaa loon

O.. apne pyaar ko jahaan ki nazar lage na
Ye nashaa rahe to zindagi safar lage na

Tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe
Ye qasam yahin le sanam - 2

Pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere
Daanson ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere
Ho..

Tere binaa main na rahoon

Mere binaa tu na rahe
Ye qasam yahin le sanam, o.. ye qasam yahin le sanam

Ye qasam yahin le sanam, hey.. ye qasam yahin le sanam
Ho o ye qasam yahin le sanam, haa aa.. ye qasam yahin le sanam