Sau Baar Humne
Movie Name: Chor Aur Chand (1993)
Singer: Anuradha Paudwal, Manu Chitra
Music Director: Nikhil-Vinay
Year: 1993
Producer: Aditya Pancholi
Director: Pawan Kaul
Actors: Aditya Pancholi, Alok Nath, Avtar Gill, Kiran Kumar, Pooja Bhatt, Shiva
Sau baar hamne tumse kahaa
Ham chaahte hain tumko piyaa
Hey hey aa haa haa, baraa baraa baaraa baaraa
Haa haa haa haa ha haa
Sau baar hamne tumse kahaa
Ham chaahte hain tumko piyaa - 2
Sau baar hamne tumse kahaa - 2
Hamne tumhi se pyaar kiyaa - 2
Sau baar hamne tumse kahaa
Sau baar hamne tumse kahaa
Ham chaahte hain tumko piyaa
O.., hamne tumhi se pyaar kiyaa
Khvaabon mein hameshaa aati ho
Aankhon ki neend churaati ho
Paayal tum kabhi bajaatii ho
Choodi tum khankhanaati ho..
Sach ye hai tumne ey dilrubaa - 2
Dil ye hamaaraa loot liyaa - 2
Sau baar hamne tumse kahaa - 2
Ham chaahte hain tumko piyaa - 2
Chaahaa hai tumhi ko chaaheinge
Bichhde to jee na paayeinge
Jab bhi tum pukaaro aayeinge
Vaadaa ye ham nibhaayeinge
Tere sivaa ey jaan-e-vafaa - 2
Ab zindagi mein rakhaa hai kyaa - 2
Ho ho, (sau baar hamne tumse kahaa) - 2
Hamne tumhi se pyaar kiyaa -2
Sau baar hamne tumse kahaa - 2
Ham chaahte hain tumko piyaa - 2