Ham Ko Bhi Gham Ne Mara

Movie Name: Aas Paas (1981)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1981
Producer: Jagdish Kumar
Director: Om Prakash
Actors: Dharmendra, Hema Malini, Indrani Mukherjee, Nadira, Nirupa Roy, Prem Chopra
Theme: Love

Ho o o
Ho o o o, o o o, o o o
(Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo
Ho Ho, Ho Ho) -2
Aaa Ooo Ho (+Laughing)
Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo -2

(Yeh Gham Kabhi Khushi Ka Armaan Banke Aaya
Hanste Hue Yeh Dil Mein Mehmaan Banke Aaya) -2
Ghar Se Ise Nikaalo
Is Gham Ko Maar Daalo
Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo -2

(Din Ko Tadapte Hain Woh Raaton Ko Jaagte Hain
Nadaan Hain Bade Woh Jo Gham Se Bhaagte Hain) -2
Hanskar Gale Lagaalo
Is Gham Ko Maar Daalo
Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo -2

(Har Aarzoo Hai Chhoti Yeh Zindagi Badi Hai
Woh Saamne Nazar Ke Dekho Khushi Khadi Hai) -2
Aawaaz Do Bulaalo
Is Gham Ko Maar Daalo
Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo
Ho Ho, Ho Ho
Hamko Bhi Gham Ne
Tumko Bhi Gham Ne
Ham Sab Ko Gham Ne
Is Gham Ko Maar Daalo