Ankhiyon Se Gal Kar Gayi
Movie Name: Shaadi Se Pehle (2006)
Singer: Sonu Nigam, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer
Year: 2006
Producer: Ashok Ghai, Subhash Ghai
Director: Satish Kaushik
Actors: Akshaye Khanna, Ayesha Takia, Mallika Sherawat, Suniel Shetty
oh baby
come closer now
yes my darling
hmm
oh baby baby
baby baby
hulchul hulchul hulchul ho dil vich hulchul - 3
kar gayi aankhiyon se gal kar gayi hoo aankhiyon se gal kar gayi
aankhiyon se gal kar gayi hoo aankhiyon se gal kar gayi
ishq da boota daal ke aayi saari duniya taal ke aayi
bin kuchh bole bol gayi woh mann mein chahat ghol gayi woh
ho dil vich hulchul - 2 kar gayi
aankhiyon se gal kar gayi hoo aankhiyon se gal kar gayi - 2
ishq da boota daal ke aayi saari duniya taal ke aayi - 2
ho dil vich hulchul - 2 kar gayi
aankhiyon se gal kar gayi hoo aankhiyon se gal kar gayi - 2
oh baby
come closer now
yes my darling
hmm
gal kar gayi gal kar gayi ankhiyon se gal kar gayi - 2
do chaar pal main jhoom loon aa ja tere lab choom loon
thodi khushi thoda nasha jeene ka tu lele mazaa
usne hans ke mujhko dekha teer nazar ka mujh pe phenka
chal gaya uski adaa ka jaadu mujhpe raha na mera kaabu
ha mujhko ghayal - 2 kar gayi
aankhiyon se gal kar gayi hoo aankhiyon se gal kar gayi - 2
yeh zindagi hai chaar din kat ti nahi dildaar bin
main loot gaya main marr gaya deewanapan kya kar gaya
usne chhup ke kiya ishaara khamoshi se mujhe pukara
uski kashish ne mujhko maara maine sab kuchh uspe vaara
ho mujhko paagal - 2 kar gayi
aankhiyon se gal kar gayi hoo aankhiyon se gal kar gayi - 2
ishq da boota daal ke aayi saari duniya taal ke aayi
bin kuchh bole bol gayi woh mann mein chahat ghol gayi woh
ho dil vich hulchul kar gayi
aankhiyon se gal kar gayi hoo aankhiyon se gal kar gayi - 4