Humko Deewana Kar Gaye

Movie Name: Humko Deewana Kar Gaye (2006)
Singer: Sonu Nigam
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Sameer
Year: 2006
Producer: Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Raj Kanwar
Director: Raj Kanwar
Actors: Akshay Kumar, Bipasha Basu, Katrina Kaif, Vivek Shauq

Ishq mein laakhon gham ishq na karna tum
Ishq hai ek saza
Ishq ki galiyon mein aah na bharna tum
Ishq hai ek saza
Keh rahi hai dil ki lagi, bin tumhaare kya zindagi
Gham na uthaate to achha tha
Khud ko sataate to achha tha
Tu ab na kehke jaana humko begaana kar gaye
Tu ab na kehke jaana humko begaana kar gaye