Tinka Tinka
Movie Name: Karam (2005)
Singer: Alisha Chenoy
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyrics: Irshad Kamil, Vishal
Year: 2005
Producer: Harry Baweja
Director: Sanjay F Gupta
Actors: Bharat Dabholkar, John Abraham, Priyanka Chopra, Shiny Ahuja
((Tinka Tinka jara jara
hai roshni se jaise bhara) - 2
Har dil main armaan hote to hai - 2
bas koi samjhe jara) - 2
(Dil pe ek naya sa nasha cha gaya
kho raha tha jo khwaab vo laut aa gaya) - 2
(Yeh jo ehsaas hai jo karaar hai
kya issi ka hi naam pyaar hai) - 2
pootche dil thumke jara
Tinka Tinka jara jara
hai roshni se jaise bhara
Har dil main armaan hote to hai - 2
bas koi samjhe jara
Tinka Tinka Tinka Tinka