07 - Yeh Dil Tumpe Aa Gaya

Movie Name: Aitraaz (2004)
Singer: Alisha, Kay Kay
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer
Year: 2004
Producer: Mukta Arts
Director: Abbas-Mustan

Wo…wo… 
 
Na na na na na na -2
Wow wow wow I wanna be with you -2 
 
Tu hai khushboo, tu hai jaadu -2
(Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya) -2 
Tu hai khushboo, tu hai jaadu -2
(Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya) -2 
Hey you!  
Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya 
 
Na na na na na na -2
Wow wow wow I wanna be with you -2 
 
Kya khabar thi dilbar, yun dil machal jaayega
Chaahton ka jaadu, yun mujhpe chal jaayega 
(Tu bada hi diljasp saaqi hai,
Yaad teri har waqt aati hai) -2 
Mera nahin mujhpe qaabu  
Hey you!  
Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya
Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya 
 
Wo…wo… 
 
Kya kashish hai tujh mein, tujhsa na koyi haseen
Dard ye doori ka, bardaasht hota nahin 
(Armaanon pe woh junoon chhaaya
Ab jaake mujhko sukoon aaya) -2 
Maangoon tujhe main tujhe maangoon 
Hey you!  
Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya
Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya
Tu hai khushboo, tu hai jaadu -2
(Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya) -2 

Hey you!