Gumnaam Ajnabi
Singer: Suneeta Rao
Album: Ab Ke Baras
Language: Hindi
Music Director: Anand Raj Anand
Lyrics: Shyam Anuragi
(Kaisa diwana mera hai,
Khwabon se jisne gera hai
Kabhi aata nahin hai saamne,
Dil ley liya ek gumnaam ne
Dil ley liya ek gumnaam ne) -2
Gumnaam ajnabi ajnabi
Gumnaam ajnabi ajnabi
Uski nazar hai mujpar, main usse anjaan hoon,
Kaise main pehchaanu, ab tak main nadan hoon
Uski nazar hai mujpar, main usse anjaan hoon,
Kaise main pehchaanu, ab tak main nadan hoon
Main sochti hoon kahin nazar wo mujhko aayega
Main sochti hoon kahin nazar wo mujhko aayega
Kabhi aata nahin hai samne
Dil le liya ek gumnam ne -2
Gumnaam ajnabi ajnabi -2
Mehki bahaar hoon main, ya rimjhim barsat hoon
Uski zuban pe aaiyee, shaayed main har baat hoon
Mehki bahaar hoon main, ya rimjhim barsat hoon
Uski zuban pe aaiyee, shaayed main har baat hoon
Khamoshiyon ki tarha ye dil tanha reh jaayega
Khamoshiyon ki tarha ye dil tanha reh jaayega
Kabhi aata nahin hai samne dil le liya ek gumnam ne
Kabhi aata nahin hai samne dil le liya ek gumnam ne
Kaisa diwana mera hai, khwabon se jisne gera hai
Kabhi aata nahin hai saamne,
Dil ley liya ek gumnaam ne -2
Ek gumnam ne ......
Gumnaam ajnabi -2